literature

Burbariyat

Deviation Actions

Kaali-Queen's avatar
By
Published:
198 Views

Literature Text

kya khoob rat thi

aasab shall thy

qadam bojhal thy

dhuwan uth raha tha

jaltay huay mazi ka

khun main lathri ik lash py

sakit khari thi main

khuli ankhen

rukhti sansen

main ny chaha

bohat chaha

burbariyat se chutkara na mila

azadi paa li main ne

gham khareed lia main ny

sukun ki talash main ik jurm kia main ny

ghup andheri raat main

berehami ki aar main

kaali muhabat ka khoon kia main ny
my own poetry
© 2014 - 2024 Kaali-Queen
Comments2
Join the community to add your comment. Already a deviant? Log In
thegame680official's avatar
kaali muhabat ka khoon kia main ny

nice one!!!